Amit Les Paul

Every guitarist is a beginner...!!!


Chords Used:
A#m :666886
F#    :223442
G#    :445664





(A#m)Tu hai ab jo baahon mein, qarar hai
(F#)Rab ka shukrana
Saanson mein (G#)hai nasha, khumar hai
(Fm)Rab ka shukrana
Tu hi ab mera (A#m)deen hai, imaan hai
(F#)Rab ka shukrana
Mera (G#)kalma hai tu, azaan hai
(Fm)Rab ka shukrana

(A#m)Tu mila toh sab mila
(F#)Ab kisi se kya gila
(G#)Tujhme simtu, aa main bikhru
(F)Teri baahon mein

(A#m)Tu mila toh sab mila
(F#)Ab kisi se kya gila
(G#)Tujhme simtu, aa main bikhru
(F)Teri baahon mein, fana ho (G#)jaun main

Tu hi ab (A#m)duniya meri, jahaan hai
(F#)Rab ka shukrana
Khwabon ki (G#)khayalon ki udaan hai
(Fm)Rab ka shukrana
Tu hi ab mera (A#m)deen hai, imaan hai
(F#)Rab ka shukrana
Mera (G#)kalma hai tu, azaan hai
(Fm)Rab ka shukrana

(A#m)...(F#)...(A#m)...(F#)

(A#m)Sab se ho jaaun pare
(F#)Jo ishaara tu kare
(G#)Ab toh rehna hai tujhi mein
(F)Gumshuda hoon main
(A#m)Sab se ho jaaun pare
(F#)Jo ishaara tu kare
(G#)Ab toh rehna hai tujhi mein
(F)Gumshuda hoon main
Ho teri (G#)baahon mein

Jazbon ka ab (A#m)toh naya bayaan hai
(F#)Rab ka shukrana
Naya (G#)rutba nayi shaan hai
(Fm)Rab ka shukrana
Tu hi ab mera (A#m)deen hai, imaan hai
(F#)Rab ka shukrana
Mera (G#)kalma hai tu, azaan hai
(Fm)Rab ka shukrana

Categories: ,
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

Guitar Basics

Review http://amitlespaul.blogspot.com on alexa.com

Guitar Quotes

Follow By Twitter

Hindi Guitar Chords