Amit Les Paul

Every guitarist is a beginner...!!!


Chords Used:
F   : 112331   
C   : 010230  
Am : 012200   
Bb : 133311






(F)Chhookar Mere (C)Man Ko (Am)Kiya Toone (F)Kya Ishaara
(F)Badla Yeh (Bb)Mausam (C)Lage Pyaara Jag (F)Saara



(F)Tu Jo Kahe Jeevan Bhar (Am)Tere Liye Maein (Bb)Gaoon
(Eb)Tere Liye Maein (F)Gaoon
(F)Geet Tere Bolon Pe (Am)Likhta Chala (Bb)Jaoon
(Eb)Likhta Chala (F)Jaoon


(F)Mere Geet(Bb)on (C)Mein Tujhe Dhoonde (F)Jag Saara


Chhookar Mere Man Ko...


[Whole song stays same]


Aaja Tera Aanchal Yeh Pyaar Se Maein Bhar Doon
Khushiyaan Jahan Bhar Ki Tujhko Nazar Kar Doon
Tu Hi Mera Jeevan Tu Hi Jeene Ka Sahaara


Chhookar Mere Man Ko...

Read More ...


Chords Used :
C   : 010230
F   : 123311
Bb :133311














        C            F              Bb          C
Hum bewafa hargiz na thhe par hum wafa kar na sakay
                   F            Bb           C
Hum ko mili uski saza jo hum khatha kar na sakay


       C                 F              Bb                C         
Kitni akayli wo raha hum jinpay yun hi akaylay chalthay rahay
         C                     F           Bb                C   
Tumsay bichhad kay bhi ho bekhabar tere hi gam may jalthay rahay
     
Tumnay kiya jo shikwa ham wo gila kar na sakay
Hum bewafa hargiz na...


Tumne jo dekha suna sach thha magar kitna thha sach ye kisko pata
Jaane tumhe maine koi dokha diya jaane tumhe koi dokha kua


Is pyar may sach jhooth ka tum faisla kar na sakkay
Hum bewafa hargiz na... 
Read More ...


Chords Used : 
E :001220
A :022200
D :23200x
B :244422






E A E D
Raat kali ek khwaab mein ayeee


E
aur gale kaa haar hui


B
subaho ko jaab hum neend se jaage


E
aankh tumhi se chaar huii


Anthara 1


E A E
chaahe kaho ise meri muhabbat


A
chahe hasin mein uda do


E A E
yeh kya hua mujhe, mujhako khabar nahi


B E
ho sake tumhi bataa do


E A
tumne kadam to rakhaa jameen par


B E
seenen mein kyon jhankaar hui


Anthara 2


E A E
Yu to hasinon ke


E A E
mahajabeenon ke


A
hote hai roz nazare


E A E
par unhe dekha ke, dekha hai jab tumhe,


E B E
tum lage aur bhi pyare


E A B
bahon mein le lu, aisi tamanna


E
ek nahin kai baar hui.


raat kali........
Read More ...


Chords Used :
D : 23200x
C : 010230
G : 330023
F#m : 222442
Bm   :234422










(D)Pyar (C)deewana (D)hota hai (C)mastana (D)hota hai


(D)Har (C)khushi se (D)har gum se (C)begana (D)hota hai


Antara:
(D)Shamma kahe (F#m)parwane se (Bm)pare chala (G)ja
(C)Meri tarha (D)jal jayega (A)yahan nahi (D)aa
(D)Woh (C)nahin sunta (D)usko jaljana (C)hota (D)hai




(D)Har (C)khushi se (D)har gum se (C)begana (D)hota hai


[Whole Song Stays The Same]


Rahe koi sau parde mein dare sharam se
Nazar chahe laakh churae koi sanam se
Aa hi jata hai jispe dil aana hota hai
Har khushi se har gum se begana hota hai


Suno kisi shayar ne ye kaha bahut khoob
Manaa kare duniya lekin mere mehboob
Woh chhalak jata hai jo paymana hota hai
Har khushi se har gum se begana hota hai 
Read More ...


Chords Used :
G : 330023
D : 23200x
C : 010230
A : 022200










G C D
Tera mujhse hai pehle ka naata koi, Yoon hi nahi dil lubhata koi
G C D
Tera mujhse hai pehle ka naata koi, Yoon hi nahi dil lubhata koi


(repeat)
C G C G
Jaane tu, ya jaane na, Maane tu, ya maane na




G C G
Dekho abhi khona nahi, kabhi juda hona nahi
G C G
Dekho abhi khona nahi, kabhi juda hona nahi
D
Hardam yuhi mile rahenge dono
G
Waada raha ye is shaam ka
C
Jaane tu...


G C G
Waade gaye baaten gayi, bheegi bheegi raaten gayi,
G C G
Chaha jise mila nahi, to bhi koi gila nahi
D
Apna to kya jiye mare chahe kuch ho
G
Tujhko to jeena raas aayega
C
Jaane tu...


G C G
Tu bhi rahi mere liye, main bhi raha tere liye,
G C G
Tu bhi rahi mere liye, main bhi raha tere liye,
D
Pehle bhi main, tumhe baahon mein leke,
G
Jhooma kiya aur ghooma kiya
C
Jaane tu...
Read More ...


Chords Used :
G : 330023
Em :000220
D  : 23200x
C  : 010230
A  : 022200
Am : 012200




G Em G
ye shaam mastani, madhosh kiye jaaye
C D G
mujhe Dor koi khiiche, teri or liye jaaye
Ye shaam mastani...




C G C G
dur rahti hai tu, mere paas aati nahin
C G C G
hoton pe tere, kabhi pyaas aati nahin
Am D A G C G
aisaa lage, jaise ke tu, hanske zahar koi piye jaaye
ye shaam mastani.




C G C G
baat jab main karun, mujhe rok deti hai kyun
C G C G
teri mithi nazar, mujhe tok deti hai kyun
Am D A G C G
teri hayaa, teri sharam, teri kasam mere hosh liye jaaye
Ye shaam mastani.


C G C G
ek ruthi hui, taquadir jaise koi
C G C G
khaamosh aise hai tu, tasvir jaise koi
Am D A G C G
teri nazar, banke zuban, leke tere paigam diye jaaye
G
ye shaam mastani, madhosh kiye jaaye
G C D G
mujhe Dor koii khiche, teri or liye jaaye
Read More ...


Chords Used :
Bm : 777997 
G    : 334553
A    : 556775














Bm              A               G               A
Tumne woh kya dekha, Jo kaha deewana
Bm                A                 G           A  
Humko nahin kuch samajh zara samjhana
Bm                       A                     G
Pyaar main jab bhi aankh kahi lad jaye
Bm                     A                       G
Tab dhadkan aur bechainee baddh jaye
Bm                      A            G
Jab koi ginta hain raaton ko tare
Bm                     A                 G
Tab samjho usey pyar ho gaya pyaare
Bm                       A                     G
Pyaar tumhe kis mod pe le aayaaaaa--aa
Bm                  A                    G
Ke dil kare hai koi yeh bataye kya hoga
Bm                       A                     G
Pyaar Hume kis mod pe le aayaaaaa--aa
Bm                  A                     G
Ke dil kare hai koi yeh bataye kya hoga




Bm
Battiyan bujha do arre batti to bujha de yaar
Bm                       A                        G
Battiyan bujha do ki neend nahin aati hain
Battiyan bujhane se bhi neend nahin aayegi
Battiyan bujhane wali jane kab aayegi
Shor na machao warna bhabi jag jayegi
Pyaar tumhe kis mod pe le aayaaaaa--aa
Ke dil kare hai koi yeh bataye kya hoga
Pyaar Hume kis mod pe le aayaaaaa--aa
Ke dil kare hai koi yeh bataye kya hoga




(Fast Strumming Same Chords for whole song)
Bm - A - G - A
Pyaar tumhe kis mod pe le aayaaaaa--aa
Ke dil kare hai koi yeh bataye kya hoga
Pyaar Hume kis mod pe le aayaaaaa--aa
Ke dil kare hai koi yeh bataye kya hoga




Aakhir kya hain aisi bhi majboori
Are mil gaye dil fir bhi kyon hain doori
Are dum hain to unse cheen ke le aayenge
Are dee na ghar waalon ne agar manzuri
Pyaar tumhe kis mod pe le aayaaaaa--aa
Ke dil kare hai koi yeh bataye kya hoga
Pyaar Hume kis mod pe le aayaaaaa--aa
Ke dil kare hai koi yeh bataye kya hoga
Read More ...


Chords Used : 
Am : 012200
E  : 002330
G  : 330023
C  : 010230
D  : 23200x






Am E
Chehra hai ya chaand khila hai
Am G
zulfe ghaneri shaam hai kya
C
saagar jaisi aankhowali
Am
ye to bata tera naam hai kya




Am G
Are tu kya jaane teri khaatir
C Am
kitna hai betaab ye dil
Am G
tu kya jaane dekh raha hai
C Am
kaise kaise khwab ye dil
Am
Dil kehta hai tu hai yahan to
G
jaata lamha tham jaye
A D
Waqt ka dariya behte behte
G Am
is manzar mein jam jaye
Am E
tune deewana dil ko banaya
Am G
is dil par ilzam hai kya
C
saagar jaisi aankhowali
Am
ye to bata tera naam hai kya
Read More ...

Chords Used:
Em:000220   Am:012200
D :23200x     
F# : 223442
B :233322     
C : 010230





(Em)Inteha Ho Gayi Intezaar Ki 
Aayi Na Kuchh Khabar Mere Yaar Ki
                                 
(Am)Yeh Hamein Hai Yakeen (D)Bewafaa Woh Nahin
                               
Phir (F#)Wajah Kya (B)Hui Intezaar Ki (Em)


(Em)Baat Jo Hai Uss Mein (C)Baat Woh Yahaan (D)Kahin Nahin Kissi Mein
(D)Woh Hai Meri Bas Hai Meri (Bm)Shor Hai (Em)Yahi Gali Gali Mein


(Em)Saath Saath Hai Woh (C)Mere Gham Mein Meri Dil Ki (D)Har Khushi Mein
(D)Zindagi Mein Woh Nahin Toh (Bm)Kuchh Nahin Hai (Em)Meri Zindagi Mein


(Em)Bujh Na Jaaye (D)Yeh Shama (C)Aitbaar Ki(Em)




(Em)Inteha Ho Gayi Intezaar Ki 
Aayi Na Kuchh Khabar Mere Yaar Ki




(Em)Ho Oooo Mere (F#)Sajana Lo (A)Main Aa (Em)Gayi
(Em)Logon Ne Toh Diye (F#)Honge Bade Bade Nazaraane
(A)Layi Hoon Main Tere Liye (Em)Dil Mera


(same as above)
Dil Yahi Maange Dua Hum Kabhi Ho Na Judaa
Mera Hai Mera Hi Rahe Dil Tera


Yeh (C)Meri (D)Zindagi Hai (Em)Teri - 2
(Em)Tu Mera (F#)Sapana
(A)Main Tujhe Paa(A) Gayi


(whole song as above)
O Mere Sajana Lo Main Aa Gayi


Gham Ke Andhere Dhale Bujh Gaye Sitaaren Bhale
Dekha Tujhe Toh Dilon Mein Jaan Aayi
Honton Pe Taraane Saje Armaan Deewane Jage
Baahon Mein Aake Tu Aise Sharmaayi
Chaa Gayi Phir Wohi Bekhudi


Woh Ghadi Kho Gayi Intezaar Ki
Aa Gayi Rutt Haseen Hasl-e-yaar Ki
Yeh Nasha Yeh Khushi Ab Na Kam Ho Kabhi


Umra Bhar Na Dhale (raat Pyaar Ki)-3  
Read More ...

Guitar Basics

Review http://amitlespaul.blogspot.com on alexa.com

Guitar Quotes

Follow By Twitter

Hindi Guitar Chords